Dagabaaz re

dagabaaz re

        Dagabaaz re,
        haye dagabaaz re
        Tore naina bade dagabaaz rere
         
        Ho tore naina haye
        Naina naina naina haye
        Dagabaaz re
        haye dagabaaz re
        Tore naina bade dagabaz re
         
        Kal mile
        haan kal mile
        kal mile ee hum ka bhool gaye aaj re
        Daga baaz re haye daghabaaz re
        Tore naina bade dagaabaaz re
         
        Kaahe khafa aise chulbul se bulbul
        Kaahe na tu maane batiyaan haye
        Kaahe pada peechhe jaane de bairi
        main jaanoon kya tori ghatiya haye
        Zindagi apni hum toka daaan dayi de
        Muskura ke jo maange praan dayi de
         
        Kal mile
        haan kal mile
        Haye kal mile ee hum ka bhool gaye aaj re
        Haye dagabaaz re haye dagabaaz re
        Tore naina bada dagabaaz re
        Dagabaaz dagabaaz dagabaaz re
        Tore naina bade dagabaaz re
        Dagabaaz dagabaaz dagabaaz re
        Tore naina bade dagabaaz re
         
        Darta jahaan humse hum tose darte
        ee sab jaane mori raniya
        maska lagao na chhodo ji chhodo
        sab samajhti hai tori dhaniya
        is adaa pe to hum kurbaan gaye ji
        tohri na-na mein haami hai jaan gaye ji
         
        Kal mile
        haan kal mile
        Haye kal mile ee hum ka bhool gaye aaj re
        Haye dagabaaz re haye dagabaaz re
        Tore naina bada dagabaaz re
        Dagabaaz dagabaaz dagabaaz re
        Tore naina bade dagabaaz re
        Dagabaaz dagabaaz dagabaaz re
        Tore naina bade dagabaaz re